BHAI BHEHAN KA PYAR
Har Dard Se Tujhko Bachaunga Mai.
Tu Padhe Aur Badhe Uncha Naam Kare,
Is Liye Khud Kama Kar Tujhe Padhaunga Mai.
Lakh Kante Kyu Na Ho Mere Rah Mai,
Magar Teri Khushi Ke Liye Bahan,
Un Kanto Pe Bhi Muskurata Chala Jaunga Mai.
Duniya Ki Har Khushi Tujhe Dilaunga Mai,
Apne Bhai Hone Ka Har Farz Nibhaunga Mai.
Bhai bhehan ka pyar ye duniya ka sabse hasta khelta rishta hai aur sabse majboot bhi har bhai apne bhehan ka puri tarah se kyal rakhta hai aur usaki bhehan bhi . Dono zagadte to bhohot hai Gussa bhi bhohot karte hai par in dono ke bitch koi tisara aye fir to usaki kair nhi. Ye log khud ka zagda bhul jate hai aur usase hi suru hahaha...
Jaise har boy/girl ko khud ka partner choose karne ka huk hai vo unhe bhi karne de ap use dekho parkho kaisa hai then deside karo ye kya baat hui mai gf rakhunga but aap nhi isako to selfish kaha jayenga. Jaise apko puri tarah se har baad ki aajadi hai unhe har baad ki to nhi but kuch chijo ki to di jani chahiye.
Har bhai apani bhehan ke liye special hota hai. But vo tab jab vo use samjhe usaki har bat samajhe use har vakt sahi galt ky hai samajhaye. Mujhe to ek baat samajhti hai agar har bhai life mai kuch karna chahta hai to usane apane bhehan ko bhi karne ke liye support karna chahiye.
Apko kaisa laga Comment & follow Thanxx
फूलों का तारों का सबका कहनाहै
एक हज़ारों में मेरी बहना है
सारी उम्र हमें संग रहना है
फूलों का तारों का सबका कहना है...





1 Comments
Wow
ReplyDeletePost a Comment