Life

SALA JINDAGI


Ek jindagi se sikhne wali baat jise hum bhulna chahe vo bhulta nhi...

Aur jise yaad rakhna hai chahe kitni bhi koshish karle  yaad rahta nhi...


Jita aya mai aisa ki kabhi jiya hi nhi...

Tuta mai aisa ki kabhi juda hi nhi...


Kuch is ada se tode hai talluk usane

Ek muddat se dhund raha hu kasur apna...


Bas itni si hi kahani thi meri
mohhobbat ki mausam
ki tarah tum badal gaye
fasal ki tarah mai barbad
ho gaya...

     Khwayish ka kafhila bhi ajib hi hai...
galib aksar vahi se gujrata hai
 jaha rasta nahi hota..

Post a Comment