Meri Shayri

Dil Ki Kuch Bate


Agar dil toot jaye to 
aawaj nhi hoti..
agar dil toot jaye to aawaj nhi 
hoti..

Aur agar sanam root jaye 
To use fir se manane ki aas nhi 
hoti...


You toote huye dil par na has 
you toote huye dil par na has 
ye mere dost...

Ek din tu yuhi hasta rhe jayenga
aur tera dil koi aur tod kar chala
jayenga...



Ro ke bhi sab ko Hasana sikh liya,
Dil ka dard dil me chupana sikh
liya, Nafrat pake Do Dil ko milana
sikh liya Zindagi me maut ko Maine
pana sikhh liya...





Kisise pyar karo to dil se karo
 Puri tarike se karo varna naa karo...


Post a Comment