YE NAYA SAAL

Itne salo mai ye din bhi ayenga 
Maine kabhi socha na tha.. 
Tu mujhse dur ho jayengi ye socha na tha..
Ky galti thi jo khel gyi mere jindagi se 
Fir bhi mai ye roj dua krta hu koi khel n jaye 
tere jindagi se...


Jindagi bhar ka sath nibhane ka wada kiya tha tumne 
Yu bitch mai hi sath chodna tumhe shobha nhi deta...
Humne bhi agar socha hota
Ke wafa kar le tumse to shayad 
Aaj tumhara nam bewafa na hota...


Ab to kuch saal hi baki hai tere shadi ke liye 
Koi humse bhi jada khush rakh sake to bata dena...
Hum bhi dekhenge kab tak khush rakhenga tumko 
palat kar hamare pass naa aayi to hamara bhi nam badal kar 
rakh dena..


Agar apko meri shayari pasand aati hai to plzz follow share and comments kijiye. Thanxx



Lekin ye kya batau ab haal dusara hai...
Vo saal dusara tha ye saal dusara hai...

4 Comments

Post a Comment