SIRF TU HI TU

Kabhi Yaad Aye To 

Yaad Kar Lena 

Mai Tera Intejaar Kar

Raha Hu Vapas Aane Ka


A
gar Pyar Karna Hai Tujhe 

To Khud Ki Taqdeer Bana Le

Varna Use Mouka Mil Jayenga 

Tera Sath Chod  Jane Ka ..


 Humne To Pyar Kiya Tha Tumse 

Tum To Bhaw Laga Baithe 

Itne Hi Paise Ki Jarurat Thi Tumhe

To Sare Shehare Ke Samne 

Mera Qatle Aam Kar Dete ...


Tod Chuki Hai  Mujhe Vo Is Kadar

 Ki Fevicick Se Bhi Naa Jud Paunga

 Pyar Ab Kar Liya Hai Usane Mujhse

 Badme Mai Kisise Kar Nhi Paunga...


Aaonge Jab Tum Ohh 
Sajna Angana Fool Khilenge

Agar apko meri shayari pasand aati hai to follow share and comment's kijiye..



1 Comments

Post a Comment