Attitute Quotes For Relationship

"Attitute Quotes For Relationship"


Meri Mohobbat Ko
You Badnam Na Kar
Mene Khel Sare Ishq
Ke Khele Hai
Mohobbat Tujhse
Kar Baitha Hu 
Ab Bus Yado Me Tere 
Jite Rahate Hai .. 
Attitute Quotes For Relationship



Kaise Baya Kar Du Mere
Mohabbat Is Shayarana Alfazo
Mai Meri Mohabbat Issa
Bhi To Tum Hi Ho


Meri Dil Ki Tamanna Hai Ke
Mai Tumhe Hasil Karu Par
Khambakhat Ye Duniya Ke Taur
Tarike Hume Jine Nhi Denge ..



Mujhe Mere Ishq Ki Safayi
Dene Ki Koi Jarurat Nhi Bus
Ankhon Se Do Boond Pani Jo
Zalka Du Tum Teherane Lag Jaonge ..



Har Mohabbat Ka Akhri Anjam
Yehi Hota Hai Maa Baap. Ka Nam
Bith Mai Achanak Se Aa Jata Hai Tum
Sab Duniya Ke Baate Sunne Valo Tumhare
Baato Mai Koi Apna Dil Tod Jata Hai ..



Agar apko meri shayari pasand aati hai to Like  follow share and comment's kijiye..


Kaisi Hai Ye Duriya
 Koi Hal Hi Nhi Aaj Bhi Tu
 Aya Naa Ke Hona Kal Bhi Nhi

2 Comments

Post a Comment