Shayari
Meri Zindagi Hai Tu Meri Zindagi Ka
Kinara Bhi Tu Meri Zindagi Ka Sahara
Bhi Tu Hai Aur Meri Mohobbat Bhi Sifr Tu ..
Meri Hasi Churane Vali Baigairat Ladki Ky
Tumhe Pyar Karna Ata Bhi Hai Ya Sirf
Dillo Se Khelana Pasand Karti Ho ..
Ruth Ke Is Tarah Chali Gayi Tu
Ke Kabhi Vapas Naa Aa Payengi
Aur Agar Der Se Vapas Aa Gayi Tu
To Majburi Mai Mujhe Puchna Padenga Kon
Hai Tu Tab Ye Baat Tujhe Samajh Ayengi...
Bato Karte Karte Yuhi Bato Ka
Silsila Chalta Chala Gaya
Har Bat Se Anjaan Tha Mai Tere
Isaliye Tere Pyar Me Din-B-Din
Pighalta Chala Gaya...
Pyar Me Dhokha Khane Vala Har Ek.
Banda Har Ek Aashique Shayar Ban Jata Hai
Bhohot Mohabbat Karte Hai Vo Log Isaliye
Duniya Ke Ankho Mai Vo Khatak Jata Hai ...
Mohobbat Kar Baithe
Hai Ke Ab Khud Se Naraj Ho
Baithe Hai You Mere Mohobbat
Ko Akela Na Kar Sanam Panchi
Bhi Kabhi Zhud Me Chala Karte Hai ...
Mai shayar to nahi magar ye hasi
Jabse dekha maine tujhko mujhko
shayari aa gayi ..






4 Comments
������ alfas������
ReplyDeletethankss
DeleteVery nice shayri I really loved it.��
ReplyDeleteआपकी सारी शायरियां बहुत ही अच्छी है।बहुत ज्यादा पसंद आयी
ReplyDeletePost a Comment