Shayari

Attitute Shayari

Bhulani hai mujhe usaki sari 
Bato ko maine mohobbbat karke 
Galti jo ki hai Mita dunga mere har gam 
Ko us shahi se jara us kitab ka naksha to de

Shayari

Be intaha pyari hai 
Apki ankhe jitna inhe
Dekho dhoob jane 
Ka ji krta hai

Shayari


Jo Gaya Hai Use Yaad Karlo Do 
Aur Jo Milne Wala 
Hai Usaki Fariyaad Karlo
Mohobbat Me Apni
Khushi Chodkar Pyar
Karne Ka Andaaz Badlo

Shayari

Ek Hasate khelte Insaan
Ki Hasi Churali Apne Aur
Kuch Bacha Hai Abhi Ya Kuch
 Aur Laye Ho Sath Mai...


Vo Mujhe Ludo Khelte
Huye Bhul Gayi Aur
Mai Pagla Use Pochinki
Mai Dundta Raha ..



Zindagi Mai Kabhi Kisiko
Yaad Mat Krna Aur Yaad
Krna Hai To Use Kabhi Badnam
 Mat Karna ..



Usane Kha Tha Mujhse Mai Rhe
Lungi Tere Bagair Itne Vado Mai
Sirf Ek Vada Usane Nibhaya Hai
Aur Jis Din Usane Vo Vada Kiya
Tha Ab Vaisa Din Mera Aya Hai ...


Agar apko meri shayari pasand aati hai to Like  follow share and comment's kijiye..

12 Comments

Post a Comment