UFF YE WADE
Janna hi tha to aye Q
Ye kasame wade kiye hi Q
Hume apni adat lagahi Q
Yuhi kuch pal sath nibhaya hi Q

Ye kasame ye wade sab zhute
hote hai..Wo kareeb rahe is bato
se hum khush hote hai.
Tanhayi se unka Zikar hota hai
Unse milkar hamara pura
har farz hota hai...
Janna hi tha to aye Q
Ye kasame wade kiye hi Q
Hume apni adat lagahi Q
Yuhi kuch pal sath nibhaya hi Q

Kyu wade kar kar tod jate hai log
Kyu apne bato se mukar jate hai log
Ye sabak hai jindagi ka
Vo jo apne hi shikha jate hai roj
Agar apko meri shayari pasand aati hai to follow share and comment's kijiye
JO WADA KIYA VO NIBHANA PADENAGA ROKE JAMANA
CHAHE ROKE KHUDAYI TUMKO AANA PADENGA


4 Comments
Nice linens
ReplyDeleteGood lines swarup
ReplyDeleteMahol bohot hard
ReplyDeleteThank you so much all
ReplyDeletePost a Comment