DASTAN-E-ISHK
To arj hai,
Agar maa baap ki har baat sunna agar farz hai..
To arj hai,
Aaj bhi hume tumhari har baat yaad aati hai.Tumhari
har nadaniya yad aa jati hai.
Kaise rhe lete ho tum Kya aaj bhi
tumhe hume bhina gud night bole nind aa jati hai..
har nadaniya yad aa jati hai.
Kaise rhe lete ho tum Kya aaj bhi
tumhe hume bhina gud night bole nind aa jati hai..
Agar maa baap ki har baat sunna agar farz hai..
To kisika dil todkar use rulana bhi ek karz hai..
Kab tak kisika dil todkar
khush rhe longe aap
Ek din apko bhi utarana us dard ka karz hai..
Is toote huye dil ka hal
kya puchta hai galib Jab kabhi
mai ata hu aaine ke samne..
Mujhe dekhkar vo bhi ro deta hai...
Agar apko meri shayari pasand aati hai to follow share and comment's kijiye..
Ye meri mohhomad sun mai
ye mashvara dunga
Tu mujhe bhula dena mai
tujhe bhula dunga..



Post a Comment
Post a Comment