WAQT

TERA YE WAQT

Ghadi to de di tune 
par ye tera waqt naa de saki 
Shayd pyar bhi kiya tha tune 
par tu nibha na sakhi... 
Yad to aati hai teri par sirf yaad kar sakte hai.. 
Ye waqt ki baat hai pagli fir bhi
 hum tujhse hi pyar karte hai





Aaj jis baat ke liye hum taras rhe hai
Ek din vo tera bhi ayenga waqt
waqt ki baat hai pagli 
laut aa shayad kal ye din tera bhi ayenga 




Hum aaj bhi jab ghar se nikalte hai 
to teri di hui ghadi pehenkar nikalte hai
Haan pata hai ki tu tera waqt hume nhi de 
sakti fir bhi hum tera paglo ki tarah intejaar 
karte rehte hai..




You to chahane vale ki koi kami nhi hai

Hamare pass aaj bhi  fir  bhi n jaane Q 

hum  chahate hai tumhe aaj bhi 




Agar apko meri shayari pasand aati hai to follow share and comment's kijiye..


Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota


7 Comments

Post a Comment